Autism treatment in india | Best Autism treatment in India
Autism treatment in india
Autism treatment India me available hai. Autism ke treatment ke bahut tarike hote hain. Foe example - Speech therapy, Exercise Therapy,APE (Training to express your thoughts) aur medicine ka use jo additional symptoms ke liye effective ho sakte hain.
India me Autism ke treatment ke liye kuchh organisation aur hospital bhi hain jaha aap ek expert se advice le sakte hain. Kuchh hospital aur organisation ke alawa aap apne local doctor se bhi advice le sakte hain jo apko sahi tarike se guide karege.
Kisi expert se advice lene se pahale hame ye yad rakhna chhiye ki har individual ka Autism ke liye treatment ka experience alag hota hai isliye jab bhi aap kisi expert se advice lete hain to unko individual ke present condition ke bare me full information de Jisse wo tratment ke liye medicine se related ek acha plan bana sake.
Mostly logo ko Autism expert se medicine ki jarurat nahi hoti hai But kuchh logo ko medicine se benefit hota hai. Expert keval un logo ko hi medicine ke use ke bare me batate hain jinko necessary hoata h isliye agar aapko lagta hai ki aapko ya aapke bache ko medicine ki jarurat hai to aapko apne expert se advice leni chahiye.
India me Autism ek social issue bhi hai. Kuchh logo ke liye ye kafi difficult hota hai ki wo society me apni jagah dhude but aap apne expert se advice lekar is issue ke bare me discuss kar sakte hai. Wo aapko sahi guidance dege ki aap apne child ko ya khud ko society me kaise establish kare.
Detail me batau to Autism India me available hai aur iska treatment kai tarike se kiya ja sakta hai isliye agar kisi ko Autism hai to aap apne najdiki expert se contact karke test bhi karwa sakte hain ki is desease ki cure kaise kare. Aapke expert aapke liye sahi treatment choose karne me apki help karege aur aapko Autism ke sath life spend karne me help karne wale resources ke bare me batayege.
Simply Autism ke treatment ke treatment ke liye kafi treatment available hain for example - Special education, Necessary medicine kause aur exercise etc. Mostly logo ko education, social experience aur sensitivity dene wale tarike se treatment kiya jata hai.
Autism ke liye necessary treatment ke test ke liye aap apne pas wale hospital me ja sakte hain ya apne exper se advice bhi le sakte hain. Aapko Autism ke treatment ke time parexpert ke sath contact me rahana chahiye jis se wo apki help kar sake aur apko right treatment de sake.
Jin logo ka medicine ke through treatment chal raha hai unhe suggested medicine ko time par lena chahiye Jab tak expert bataye tab tak medicine use kare kyoki in medicine ki overdose harmful ho sakti hai.
Bhut lo Autism ke treatment ke alawa special education aur social skill development ke liye team based intervention bhi advice karte hain.
Autistic logo life spend me halp ke liye social groups, activities aur places ka use karna chahiye jaha unhe unke jaisa aur secure atmosphere mil sake.Aap apne apne bache ko special school me bhej sakte hain ya other institute me bhej sakte hain jo unhe unk development ke liye necessary ingredients aur harmonious atmosphere dete hain.
Isliye Autistc logo ko is problem ke solution ke liye right information aur support ki jarurat hoti hai isliye is problem se related awareness aur logo ko imformation dene ke liye maximum try karna chahiye.
Autistic individual ko samajhne aur unhe support dene ke liye unse related logo ko bhi related information deni chahiye islile jinko Autism hai unhe apne family aur friends se contact karna chahiye jis se wo unhe support kar sake.
Autism ek challenging problem hai jo logo ke jeevan ko prabhavit karti hai lekin is problem ke sath struggle karne ke liye right information, support aur treatment ka prayas karna jaruri hai. Isliye jaise ham dusari health problems ka solution karte hai usi tarah hame Autism se deal ke liye bhi right information, support aur treatment ki jarurat hoti hai.
FAQ:-
Can autism be treated in India?
Which treatment is best for autism?
Who is the best doctor for autism in India?
Comments
Post a Comment