Autism Colors | autism colors in order

Autism Colors Autism ek developmental disorder hai jo neurological developmental aur sensitivity me deri paida karta hai. Is rog me individual samanya logo se different tarike se sensitive hote hain jisse unhe apne aas pas ke logo se relation banane me problem hoti hai. Mostly Autistic individual ko sensitivity aur social activities me problem aati hai aur isliye wo apne aas pas ki duniya ko alag tarike se dekhte hain. Autism ke sensitivity se jude signals ke bare me adhiktar log janate hain. For example - disorganized aur disabled language, howl loudly aur sensitivity to different sounds aur lack of compatibility but Autism se related ek other issue hai Rango ka prabhav (Effect of Colors). Autism Spectrum Disorder hai jo diffrent logo me diffrent tarike se dikh sakta hai isliye Autistic logo me colours ka effects bhi difefrent ho sakta hai. Kuchh logo me special colours me jyada interest hota hai jabki kuchh logo ko colours sensitivity hoti hai isliye colours ka use Autism ki pr...